Skip to main content

Imam Ali (a.s) sayings

Hazrat Ali (a.s) Sayings.



Mashwra Aise Logon Se karo Jo Khuda Se Darta Ho
Imam Ali (ع)
 Jo Cheez Tum Hasil Nahi Kar Saktey Uske Liye Apne Aap Ko Pareshaani Me Mat Daalo
Imam Ali (ع)
Sukoon Ki Kami Mehsoos Ho Tou Apne Rab Se Tauba Karo,Insan ke Gunah Hi Hain Jo Dil ko Bechain Rakhte Hain
Imam Ali (ع)
Jo Tumhare Muqadar Me Ha Wo Tum Tak Pohanch Kar Rahyga
Imam Ali (ع)
Aisi gurbat pe sabr karna jiss Me Izzat Mehfooz Ho,Us Ameeri Se behtar Hai jisme zillat o Ruswai Ho. 
Imam Ali (ع)
 Insan ke Jism ka Sabse Khubsurat hissa Dil Hai 
Agar Yahi saaf Nahi toh 
Chamakta chehra kuch kaam Ka Nahi
Imam Ali (ع)
 Dost ko doulat ki Nigah Say Mat dekho Wafa Karne Walay Dost Aksar Ghareeb Hota Hain
Imam Ali (ع)
 Zaban ka Wazan boht halka Hota hai magar bohot kam hee laug sambhal Patae hai
Imam Ali (ع)
                                  

Comments

Popular posts from this blog

1.Surah Al-Fatihah (The Opening) with translation

1.Surah Al Fatihah (The Opening) With Roman English translation.                         1.Surah Al Fatihah .          .بسم الله الرحمن الرحيم       Shuru Karta Hu Allah Ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Raheem  Farmane Wala           اَلۡحَمۡدُ لِلّٰهِ رَبِّ الۡعٰلَمِيۡنََۙ Sab tareef Allah Taalaa kay liye hai jo tamam jahanon ka palney wala hai.                                   .الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِِۙ Bada meharban nihayat reham karney wala Hai.    مٰلِكِ يَوۡمِ الدِّيۡنِؕ‏ِ Badlay ke din (qayamat) ka maalik hai. ‏     اِيَّاكَ نَعۡبُدُ وَاِيَّاكَ نَسۡتَعِيۡنُؕ‏ُ Hum sirf teri hi ibadat kertay hain Aur sirf tujhe hi say madad chahatay hain.        اِهۡدِنَا الصِّرَاطَ الۡمُسۡتَقِيۡمََۙ Humen seedhi (aur sachi) raah dikha. . صِرَاطَ الَّذِيۡنَ اَنۡعَمۡتَ عَلَيۡهِمۡ ۙ ‏ غَيۡرِ الۡمَغۡضُوۡبِ عَلَيۡهِمۡ وَلَا  الضَّآلِّيۡنَ                                                                ‏     Unn logon ki r

108.Surah Al kawthar

108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with translation. Bismillah Rahmanir Raheem  1.اِنَّاۤ اَعۡطَيۡنٰكَ الۡكَوۡثَرَؕ‏ Yaqeenan hum na aapko Kausar aata Kia  2.فَصَلِّ لِرَبِّكَ وَانۡحَرۡ ؕ bas aap apna rab ka liya namaz padhe aur qurbani kare. 3.اِنَّ شَانِئَكَ هُوَ الۡاَبۡتَرُ  Yaqeenan aapka dushman hi la-waris aur benam-o-nishan hai Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) in Roman English. 1.Inna A tayanka Al kawthara. 2.Fasalli Lirabbika Wa Anhar.  3.Inna Shanika Huwa Al-Abtaru. _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with  English Translation.  1.Indeed we have granted you (O Muhammad) Al-kawthar. 2.So pray to your lord and sacrifice(To him Alone). 3.Indeed,your enemy is the one cut off.  _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar

102.Surah At Takaathur (The Piling up) with translation

102.Surah At Takaathur with translation  Surah At Takaathur (The piling up) بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala 1.اَلۡهٰٮكُمُ التَّكَاثُرُۙ‏ Zeyadti ki chahat nay tumhein ghafil kerdia. 2.حَتّٰى زُرۡتُمُ الۡمَقَابِرَؕ‏ Yahan tak ke tum Qabro se mulakhat Kar Li.  3.كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَۙ‏ Dekho Tumhe unqareeb (bhot jald) malum Hojaayega. 4.ثُمَّ كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَؕ Aur Fir Khoob Malum Hojaayega.       5.كَلَّا لَوۡ تَعۡلَمُوۡنَ عِلۡمَ الۡيَقِيۡنِؕ‏ Dekho agar tumhe Yaqeenan Ilm, Ho jata. 6.لَتَرَوُنَّ الۡجَحِيۡمَۙ Ki Tum janahum  ko Zrur dekhogye  7.ثُمَّ لَتَرَوُنَّهَا عَيۡنَ الۡيَقِيۡنِۙ Aur tum ussy yaqeen ki aankh say dekhlogy 8.ثُمَّ لَـتُسۡـَٔـلُنَّ يَوۡمَٮِٕذٍ عَنِ النَّعِيۡمِ Aur fir Tumse us Din neemat ke bara Mai sawal kia jayega. Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin Surah At Takaathur in English translation . O