Skip to main content

Hazrat Ali (a.s)

Best Quotes of Hazrat Ali (a.s)

Insaan ki tamam pareshaniyan dou batoun ki wajah se hain,
Takdeer se ziada chahta hai
Wakt se pehle chahta hai !
Hazrat Ali (a.s)

Uss Khuda se darte raho, jiski sifat yeh hai ke agar tum baat karo tou sunta hai agar dil mein rakho tou wo janta hai.
Hazrat Ali (a.s)


Tajarba insaan ko galat faisly se bachata hai magar tajarba insaan ko galat faisly se hi aata hai.
Hazrat Ali (a.s)

Rizk aqal o danish ke aitbar se milta tou bewakuf aur janwar zinda hi na rehte.
Hazrat Ali (a.s)

Safar se pehle humsafar aur ghar kharidne se pehle apne padosi ke bary mein maloom karlo.
Hazrat Ali (a.s)

Kamiyabi hosle se milty hai hosla dosto'n se milta hai dost mukadaro se milty hain aur mukadar insaan khud banata hai.
Hazrat Ali (a.s)

Maa Baap ke sath naiki karna sab se bada fariza hai.
Hazrat Ali (a.s)

Siwaye apne RAB ke kisi se umeed mat rakhna, aur apne gunah ke siwa kisi chez se khouf mat khana.
Hazrat Ali (a.s)

Agar tumse koi puche batao zindagi kya hai?
hatheli per zara se khaaq rakhna aur ura daina.
Hazrat Ali (a.s)


Jou emaan tumhe bister se utha ker masjid ya musally tak nahi le ja sakta wo qabar se jannat tak kese lekar jaiga
Hazrat Ali (a.s)

Comments

Popular posts from this blog

1.Surah Al-Fatihah (The Opening) with translation

1.Surah Al Fatihah (The Opening) With Roman English translation.                         1.Surah Al Fatihah .          .بسم الله الرحمن الرحيم       Shuru Karta Hu Allah Ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Raheem  Farmane Wala           اَلۡحَمۡدُ لِلّٰهِ رَبِّ الۡعٰلَمِيۡنََۙ Sab tareef Allah Taalaa kay liye hai jo tamam jahanon ka palney wala hai.                                   .الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِِۙ Bada meharban nihayat reham karney wala Hai.    مٰلِكِ يَوۡمِ الدِّيۡنِؕ‏ِ Badlay ke din (qayamat) ka maalik hai. ‏     اِيَّاكَ نَعۡبُدُ وَاِيَّاكَ نَسۡتَعِيۡنُؕ‏ُ Hum sirf teri hi ibadat kertay hain Aur sirf tujhe hi say madad chahatay hain.        اِهۡدِنَا الصِّرَاطَ الۡمُسۡتَقِيۡمََۙ Humen seedhi (aur sachi) raah dikha. . صِرَاطَ الَّذِيۡنَ اَنۡعَمۡتَ عَلَيۡهِمۡ ۙ ‏ غَيۡرِ الۡمَغۡضُوۡبِ عَلَيۡهِمۡ وَلَا  الضَّآلِّيۡنَ                                                                ‏     Unn logon ki r

108.Surah Al kawthar

108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with translation. Bismillah Rahmanir Raheem  1.اِنَّاۤ اَعۡطَيۡنٰكَ الۡكَوۡثَرَؕ‏ Yaqeenan hum na aapko Kausar aata Kia  2.فَصَلِّ لِرَبِّكَ وَانۡحَرۡ ؕ bas aap apna rab ka liya namaz padhe aur qurbani kare. 3.اِنَّ شَانِئَكَ هُوَ الۡاَبۡتَرُ  Yaqeenan aapka dushman hi la-waris aur benam-o-nishan hai Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) in Roman English. 1.Inna A tayanka Al kawthara. 2.Fasalli Lirabbika Wa Anhar.  3.Inna Shanika Huwa Al-Abtaru. _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with  English Translation.  1.Indeed we have granted you (O Muhammad) Al-kawthar. 2.So pray to your lord and sacrifice(To him Alone). 3.Indeed,your enemy is the one cut off.  _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar

102.Surah At Takaathur (The Piling up) with translation

102.Surah At Takaathur with translation  Surah At Takaathur (The piling up) بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala 1.اَلۡهٰٮكُمُ التَّكَاثُرُۙ‏ Zeyadti ki chahat nay tumhein ghafil kerdia. 2.حَتّٰى زُرۡتُمُ الۡمَقَابِرَؕ‏ Yahan tak ke tum Qabro se mulakhat Kar Li.  3.كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَۙ‏ Dekho Tumhe unqareeb (bhot jald) malum Hojaayega. 4.ثُمَّ كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَؕ Aur Fir Khoob Malum Hojaayega.       5.كَلَّا لَوۡ تَعۡلَمُوۡنَ عِلۡمَ الۡيَقِيۡنِؕ‏ Dekho agar tumhe Yaqeenan Ilm, Ho jata. 6.لَتَرَوُنَّ الۡجَحِيۡمَۙ Ki Tum janahum  ko Zrur dekhogye  7.ثُمَّ لَتَرَوُنَّهَا عَيۡنَ الۡيَقِيۡنِۙ Aur tum ussy yaqeen ki aankh say dekhlogy 8.ثُمَّ لَـتُسۡـَٔـلُنَّ يَوۡمَٮِٕذٍ عَنِ النَّعِيۡمِ Aur fir Tumse us Din neemat ke bara Mai sawal kia jayega. Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin Surah At Takaathur in English translation . O