Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2019

Imam Ali (a.s) sayings

Hazrat Ali (a.s) Sayings . Mashwra Aise Logon Se karo Jo Khuda Se Darta Ho Imam Ali (ع)  Jo Cheez Tum Hasil Nahi Kar Saktey Uske Liye Apne Aap Ko Pareshaani Me Mat Daalo Imam Ali (ع) Sukoon Ki Kami Mehsoos Ho Tou Apne Rab Se Tauba Karo,Insan ke Gunah Hi Hain Jo Dil ko Bechain Rakhte Hain Imam Ali (ع) Jo Tumhare Muqadar Me Ha Wo Tum Tak Pohanch Kar Rahyga Imam Ali (ع) Aisi gurbat pe sabr karna jiss Me Izzat Mehfooz Ho,Us Ameeri Se behtar Hai jisme zillat o Ruswai Ho.  Imam Ali (ع)  Insan ke Jism ka Sabse Khubsurat hissa Dil Hai  Agar Yahi saaf Nahi toh  Chamakta chehra kuch kaam Ka Nahi Imam Ali (ع)  Dost ko doulat ki Nigah Say Mat dekho Wafa Karne Walay Dost Aksar Ghareeb Hota Hain Imam Ali (ع)  Zaban ka Wazan boht halka Hota hai magar bohot kam hee laug sambhal Patae hai Imam Ali (ع)                                   

109.Surah Al-kafiroon (The Disbeliever) with translation

109.Surah Al kaafiroon (The Disbeliever) with Roman English translation.   Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin 109.Surah Al Kaafiroon ﷽ بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala.  قُلْ يَٰٓأَيُّهَا ٱلْكَٰفِرُونَ Aap khy dijey ke ae kafiro! لَآ أَعْبُدُ مَا تَعْبُدُون Na main ibadat karta hun usski jiss ki tum ibadat karty ho. وَلَآ أَنتُمْ عَٰبِدُونَ مَآ أَعْبُدُ Aur na tum ibadat karney wale ho usski jiss ki main ibadat karta ho. وَلَآ أَنَا۠ عَابِدٌ مَّا عَبَدتُّم Aur na main ibadat karon ga uski jisski tum ibadat karty ho  لَآ أَنتُمْ عَٰبِدُونَ مَآ أَعْبُدُ Aur na tum usski ibadat karney wale ho jiss ki mein ibadat kr raha hon. لَكُمْ دِينُكُمْ وَلِىَ دِينِ Tumhary liya tumhara deen hai aur mera  liya mera deen hai. _____________________________________________ 109.Surah Al kaafiroon (The Disbeliever) in Roman English .       Bismillahir

113.surah Al Falaq with translation

Surah Al Falaq (The Day Break) with Roman English translation .    113.Surah Al Falaq(The Day Break).                               ﷽   Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin. .                                               بسم الله الرحمن الرحيم   Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala                                        قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ ٱلْفَلَقِ Aap kehdijiye! Kay mein subha ky Rab ki panah mein aata hun                          مِن شَرِّ مَا خَلَقَ   Her uss cheez ky shar say jo uss nay paida ki hai.                   وَمِن شَرِّ غَاسِقٍ إِذَا وَقَبَ Aur andheri raat ki tareki kay shar say jab uska andhera phel jaye.                  وَمِن شَرِّ ٱلنَّفَّٰثَٰتِ فِى ٱلْعُقَدِ Aur girah(laga ker inn)mein phonknay walon kay sher say(bhi).                                         وَمِن شَرِّ حَاسِدٍ إِذَا حَسَدَ   Aur hasad kerney waly ki burai say bhi jab wo hasad karey.   All

Imam Ali (a.s) saying

Imam Ali (a.s) Sayings.... Allahumma SalliI Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin Kisi par tab tak bharosa na Karo jab tak tum usay  Gussa Mein Na Dekh Lo Imam Ali (ع) Jisko Tum Say sachi Muhabbat Hogi Wo Tum ko Fazol Or Na-Jaiz Kamo se Roky ga  Imam Ali (ع). Badtareen Insan Wo Hai Jis ki Waja Se Koi Roye  Imam Ali (ع). Imam Ali (ع). Se pocha Gaya k:Kaisa pata chalta Hai ki kon Kitna Qeemti Ha? Frmaya  Jis Insan Mein jitna ziyada Ehsas Ho Wo utna hi ziyada Qeemti ha... Pasand us ko na Karo Jo Duniya Main Sab Se ziada Khubsurat Ho balke Pasand Usko Karo Jo Tumhari Izzat Karta ho. Imam Ali (ع). Maaf karne ki Aadat or Hosla Paida karo. Ye toh Allah ka karam Hai ke parda'poshi ki Agar tumhare Darmiyaan Ek Dosre K Gunah Zahir Ho Jaate To Tum Ek Dusre Ko Dafan bhi Nahi karte. Imam Ali (ع). Logon ky Dar sy Haq bat Kehne sy Na Ruko Qki ky Allah ky siwa na Koi mout ko qareeb la sakta Hai or Na Koi Rizq ko Door Kar Sakta Imam Ali (ع).

114.Surah An Naas (Mankind) with translation

114.Surah An Naas(Mankind) with translation.n  114.Surah An Naas (Mankind) With Roman English translation                            114.Surah An Naas .       بسم الله الرحمن الرحيم shuru karta hu ALLAH ke naam se jo bada maherbaan nihayat Rahem farmane wala.  قُل أَعوذُ بِرَبِّ النّاسِ Aap kehdijiey! ke mein logo kay parwardigar ki panah main aata hun. مَلِكِ النّاسِ Logon ka malik ki aur  إِلٰهِ النّاسِ Logon ka maabood ki Panah mein      مِن شَرِّ الوَسواسِ الخَنّاسِ Waswasa dalney wale pechy hut janey wale kay shar say.    الَّذى يُوَسوِسُ فى صُدورِ النّاسِ Jo logon ke seenon mein waswasa daalta hai .      مِنَ الجِنَّةِ وَالنّاسِ Chaahay wo jin mein say ho ya insaan mein say. ___________________________________________ 114.Surah Naas(The Mankind) in Roman English  Bismillaahir Rahmaanir Raheem. shuru karta hu ALLAH ke naam se jo bada maherbaan nihayat Rahem farmane wala. Qul a'uzu birabbin naas Aap kehdijiey! ke mein logo kay parwar

1.Surah Al-Fatihah (The Opening) with translation

1.Surah Al Fatihah (The Opening) With Roman English translation.                         1.Surah Al Fatihah .          .بسم الله الرحمن الرحيم       Shuru Karta Hu Allah Ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Raheem  Farmane Wala           اَلۡحَمۡدُ لِلّٰهِ رَبِّ الۡعٰلَمِيۡنََۙ Sab tareef Allah Taalaa kay liye hai jo tamam jahanon ka palney wala hai.                                   .الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِِۙ Bada meharban nihayat reham karney wala Hai.    مٰلِكِ يَوۡمِ الدِّيۡنِؕ‏ِ Badlay ke din (qayamat) ka maalik hai. ‏     اِيَّاكَ نَعۡبُدُ وَاِيَّاكَ نَسۡتَعِيۡنُؕ‏ُ Hum sirf teri hi ibadat kertay hain Aur sirf tujhe hi say madad chahatay hain.        اِهۡدِنَا الصِّرَاطَ الۡمُسۡتَقِيۡمََۙ Humen seedhi (aur sachi) raah dikha. . صِرَاطَ الَّذِيۡنَ اَنۡعَمۡتَ عَلَيۡهِمۡ ۙ ‏ غَيۡرِ الۡمَغۡضُوۡبِ عَلَيۡهِمۡ وَلَا  الضَّآلِّيۡنَ                                                                ‏     Unn logon ki r

112.Surah Al-Ikhlaas(The purity) With Translation.

112.Surah Al Ikhlaas With Roman English  translation .     112 .  Surah Al Ikhlaas        بسم الله الرحمن الرحيم    shuru karta hu  ALLAH  ke naam se jo  bada maherbaan nihayat Rahem farmane wala   قُلْ هُوَ ٱللَّهُ أَحَدٌ   Aap kehy dijiye kay Woh Allah   Taalaa ek hi hai. ٱللَّهُ ٱلصَّمَدُ Allah  bey niaz hai.     لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ Na uss say koi paida hua na woh kisi say paida hua.  وَلَمْ يَكُن لَّهُۥ كُفُوًا أَحَدٌۢ Aur na koi uska humser hai. ------------------------------------------------------------------- Surah Al-Ikhlaas in English. Bismillah Rahmanir Raheem. 1.Qul Huwa Allahu Ahadun. 2.Allahu As-Samad. 3.Lam Yalid Wa lam Yulad. 4.Walam Yakun Lahu kufuan Ahadun. ---------------------------------------------------------------- surah Al-Ikhlaas with English translation. 1.Say,"He is Allah,Who is One,  2.Allah,the Eternal Refugee. 3.he neither begets nor is born. 4.Nor is there to him any equivalent." -----------

Shia Kalma With Roman English translation

Shia Kalma With Roman English translation                                  ﷽                               .بسم الله الرحمن الرحيم  Shuru karta hu ALLAH ke naam se jo bada maherbaan nihayat Rahem farmane wala.                              . لا إله إلا الله ALLAH ke siwa koi mabood Nahi.                            .محمد رسول الله Muhammad (S.A.W.S) ALLAH ke Rasool Hai.                .علی ولي الله‎ و وصی رسو ل الله Hazrat Ali (a.s) ALLAH ke Wali  Rasulullah  (S. A. W. S)   Ke Janeesh Hai                       .وجليفته  بلا  فصل   Hazrat Ali (a.s) bina Fasle Rasulullah (S. A. W. S)  k Khalifa Hai    Kalma With English Translation.        Bismillahir Rahmanir Raheem .                     La ilaaha illal-Laah.                           There is no god but Allah .             Muhammadur Rasulul-Laah.         Muhammad Mustafa (S.A.W.) is the             Messenger of Allah.            Aliyun waliyul-Laah wasi-yu           

Imam Ali (a.s)

Imam Ali (ع) Sayings  Gussa ki Halat Mein Koi Faisla Na Karo...   khushi ki Halat Mein Koi Wada Na Karo ... Imam Ali  (ع) Sabar Aek Aesi Sawari Hai Jo Apnay Sawar ko  Girnay Nahi Deti.. Na Kisi k Qadmon Mein  Na Kisi ki Nazron Mein Imam Ali  (ع) 100 Doston Se Behter  Wo Aek Dushman Hai, Jo Khul Kar Nafrat Tou  Karta Hai Lekin  Munafqat  Nahin Karta..!  Imam Ali  (ع) Har Us Dost Par Bharosa  Karo Jo Mushkil Mein Tumhare Kaam Aya Ho...  Imam Ali  (ع) Jaisa Amal Kro Ge  Waisi Hi Aadat  Paree gi  Jaisi Aadat Ho  Gi Aur Jaisi Seerat Ho Gi Waisi Qismat Pao Ge.. Imam Ali  (ع)

Imam Ali (a.s)

Hazrat Ali a.s Saying in English 

Hazrat Ali (a.s)

Best Quotes of Hazrat Ali (a.s) Insaan ki tamam pareshaniyan dou batoun ki wajah se hain, Takdeer se ziada chahta hai Wakt se pehle chahta hai ! Hazrat Ali (a.s) Uss Khuda se darte raho, jiski sifat yeh hai ke agar tum baat karo tou sunta hai agar dil mein rakho tou wo janta hai. Hazrat Ali (a.s) Tajarba insaan ko galat faisly se bachata hai magar tajarba insaan ko galat faisly se hi aata hai. Hazrat Ali (a.s) Rizk aqal o danish ke aitbar se milta tou bewakuf aur janwar zinda hi na rehte. Hazrat Ali (a.s) Safar se pehle humsafar aur ghar kharidne se pehle apne padosi ke bary mein maloom karlo. Hazrat Ali (a.s) Kamiyabi hosle se milty hai hosla dosto'n se milta hai dost mukadaro se milty hain aur mukadar insaan khud banata hai. Hazrat Ali (a.s) Maa Baap ke sath naiki karna sab se bada fariza hai. Hazrat Ali (a.s) Siwaye apne RAB ke kisi se umeed mat rakhna, aur apne gunah ke siwa kisi chez se khouf mat khana. Hazrat Ali (a.s) Agar tumse koi puche batao