Skip to main content
Saying of Imam Ali (A.S)



Khushi Aur Aish Ka Zamana Bohat Jald Guzar Jata Hai
Mola Ali (a.s) 



Us Cheez pe afsos mat karna jou tumhare hath na aa Sakay
Maula Ali (a.s)



Apni Jawani ke Dhoke Mein mat aana ke Yeh Ankareeb Tumse Cheenli Jayegi
Maula Ali (a.s)



Pareshaani kamosh rehne Se Kam,Sabar Karne Se khatam, Aur Shukar karne Se Kushi Mein badal jati hai
Maula Ali (a.s)



Momin kanoor Namaz e Shab ki Wajah Se Hai
Maula Ali (a.s)



Maut insan Ko maar sakti Hai lekin kirdaar ko Nahi
Maula Ali (a.s)



Jaan Lo ke Thodi se bhi
Riyakaari shirk Hai 
Maula Ali (a.s)


Wo shaks jannat tak Pohanch gya jisne haraam cheezon se perhaiz kia
Maula Ali (a.s)



Beshak agar Tum taqdeer ilahi pe razi rahohgy Tumhari Zindagi mazy se guzry gi Aur logon se be parwai Hasil hogi
Maula Ali (a.s)




Ache ikhlaq wala namazi Aur rozaydar ke barabar Hai 
Maula Ali (a.s)



Jisne tumhare ehsaan ke baadle main tumhara shukria Ada ka Tou usne jitna tumse Lia tha uss Se ziada tumhain de diya
Mola Ali (a.s)

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

1.Surah Al-Fatihah (The Opening) with translation

1.Surah Al Fatihah (The Opening) With Roman English translation.                         1.Surah Al Fatihah .          .بسم الله الرحمن الرحيم       Shuru Karta Hu Allah Ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Raheem  Farmane Wala           اَلۡحَمۡدُ لِلّٰهِ رَبِّ الۡعٰلَمِيۡنََۙ Sab tareef Allah Taalaa kay liye hai jo tamam jahanon ka palney wala hai.                                   .الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِِۙ Bada meharban nihayat reham karney wala Hai.    مٰلِكِ يَوۡمِ الدِّيۡنِؕ‏ِ Badlay ke din (qayamat) ka maalik hai. ‏     اِيَّاكَ نَعۡبُدُ وَاِيَّاكَ نَسۡتَعِيۡنُؕ‏ُ Hum sirf teri hi ibadat kertay hain Aur sirf tujhe hi say madad chahatay hain.        اِهۡدِنَا الصِّرَاطَ الۡمُسۡتَقِيۡمََۙ Humen seedhi (aur sachi) raah dikha. . صِرَاطَ الَّذِيۡنَ اَنۡعَمۡتَ عَلَيۡهِمۡ ۙ ‏ غَيۡرِ الۡمَغۡضُوۡبِ عَلَيۡهِمۡ وَلَا  الضَّآلِّيۡنَ                                                                ‏     Unn logon ki r

108.Surah Al kawthar

108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with translation. Bismillah Rahmanir Raheem  1.اِنَّاۤ اَعۡطَيۡنٰكَ الۡكَوۡثَرَؕ‏ Yaqeenan hum na aapko Kausar aata Kia  2.فَصَلِّ لِرَبِّكَ وَانۡحَرۡ ؕ bas aap apna rab ka liya namaz padhe aur qurbani kare. 3.اِنَّ شَانِئَكَ هُوَ الۡاَبۡتَرُ  Yaqeenan aapka dushman hi la-waris aur benam-o-nishan hai Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) in Roman English. 1.Inna A tayanka Al kawthara. 2.Fasalli Lirabbika Wa Anhar.  3.Inna Shanika Huwa Al-Abtaru. _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with  English Translation.  1.Indeed we have granted you (O Muhammad) Al-kawthar. 2.So pray to your lord and sacrifice(To him Alone). 3.Indeed,your enemy is the one cut off.  _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar

102.Surah At Takaathur (The Piling up) with translation

102.Surah At Takaathur with translation  Surah At Takaathur (The piling up) بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala 1.اَلۡهٰٮكُمُ التَّكَاثُرُۙ‏ Zeyadti ki chahat nay tumhein ghafil kerdia. 2.حَتّٰى زُرۡتُمُ الۡمَقَابِرَؕ‏ Yahan tak ke tum Qabro se mulakhat Kar Li.  3.كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَۙ‏ Dekho Tumhe unqareeb (bhot jald) malum Hojaayega. 4.ثُمَّ كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَؕ Aur Fir Khoob Malum Hojaayega.       5.كَلَّا لَوۡ تَعۡلَمُوۡنَ عِلۡمَ الۡيَقِيۡنِؕ‏ Dekho agar tumhe Yaqeenan Ilm, Ho jata. 6.لَتَرَوُنَّ الۡجَحِيۡمَۙ Ki Tum janahum  ko Zrur dekhogye  7.ثُمَّ لَتَرَوُنَّهَا عَيۡنَ الۡيَقِيۡنِۙ Aur tum ussy yaqeen ki aankh say dekhlogy 8.ثُمَّ لَـتُسۡـَٔـلُنَّ يَوۡمَٮِٕذٍ عَنِ النَّعِيۡمِ Aur fir Tumse us Din neemat ke bara Mai sawal kia jayega. Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin Surah At Takaathur in English translation . O