Skip to main content

Posts

Showing posts from August, 2019

99.Surah Az Zalzalah (The Earthquake) with translation.

99.Surah Az Zalzala (The Earthquake) With Translation . 99.Surah Az Zalzala (The Earthquake). Bismillahir Rahmanir Raheem Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala 1.اِذَا زُلۡزِلَتِ الۡاَرۡضُ زِلۡزَالَهَا Jab Zamin Zohro ke Saath Zalzala Mai Aajayegi  2.وَاَخۡرَجَتِ الۡاَرۡضُ اَثۡقَالَهَا ۙ‏ Aur Wo Sara Khazana Nikal Dalegi. 3.وَقَالَ الۡاِنۡسَانُ مَا لَهَا‌ ۚ‏ Aur Insan Khaega ki Use Kiya Ho gaya hai. 4.يَوۡمَٮِٕذٍ تُحَدِّثُ اَخۡبَارَهَا ۙ‏ Us Din wo Apna Khabar bayan Karegyi. ,5.بِاَنَّ رَبَّكَ اَوۡحٰى لَهَا ؕ Ki Tumhra parwardigar ne use ishara Kiya Hai. 6.يَوۡمَٮِٕذٍ يَّصۡدُرُ النَّاسُ اَشۡتَاتًا ۙ لِّيُرَوۡا اَعۡمَالَهُمۡؕ Us Roz Sare Insan Giro Dar Giro Qabaro Se Niklega Taki Apne Aamal ko dekh Sake 7.فَمَنۡ يَّعۡمَلۡ مِثۡقَالَ ذَرَّةٍ خَيۡرًا يَّرَهٗ Fir ؕJis Shakhs ne Zara baraber Naki ki  hai Wo Use Dekhaga. 8.وَمَنۡ يَّعۡمَلۡ مِثۡقَالَ ذَرَّةٍ شَرًّا يَّرَهٗ Aur Jisna Zara baraber buriye ki hai wo use Dekhaga. __________________

100.Surah Al-Adiyat (Those That Run) With Translation.

100.Surah Al-Adiyat(Those That Run) with Translation. 100.Surah Al-Adiyat(Those That Run). بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala 1.وَالۡعٰدِيٰتِ ضَبۡحًا ۙ‏ Hanpety hue  tez Raftar ghoron ki qasam! 2.فَالۡمُوۡرِيٰتِ قَدۡحًا ۙ Jo  taap maar ke Chingari Udhana wala Hai 3.فَالۡمُغِيۡرٰتِ صُبۡحًا ۙ‏ Phir subha ke dum Hamla Karna Wala Hai.  4.فَاَثَرۡنَ بِهٖ نَقۡعًا ۙ‏ bus uss waqat gard-o-ghubar uraty hain. 5.فَوَسَطۡنَ بِهٖ جَمۡعًا Phir ussi kay sath fojon kay darmiyan ghos jaty hein 6.اِنَّ الۡاِنۡسَانَ لِرَبِّهٖ لَـكَنُوۡدٌ ۚ Beshaq insan apnay parwardigar  ka  liya bada nashukra hai. 7.وَاِنَّهٗ عَلٰى ذٰلِكَ لَشَهِيۡدٌ ۚ‏ Aur wo khud bhi is baat ka gawah hai. 8.وَاِنَّهٗ لِحُبِّ الۡخَيۡرِ لَشَدِيۡدٌ ؕ‏ Aur wo maal ki muhabbat mein bhot sakht hai 9.اَفَلَا يَعۡلَمُ اِذَا بُعۡثِرَ مَا فِى الۡقُبُوۡرِۙ  Kiya usay nails malum hai ki jab  Murdo ko qabron Se nikala jaey ga. 10.وَحُصِّلَ مَا فِى الصُّدُوۡرِۙ

101.Surah Al-Qariah ( The Striking Hour)

101.Surah Al-Qariah (The Striking Hour) With Translation  Surah Al-Qariah (The Striking Hour). بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala. 1 الْقَارِعَةُ Kharkhara dena Wali. 2 مَا الْقَارِعَةُ Aur Kaisi kharkhara Wali. 3 وَمَا أَدْرَاكَ مَا الْقَارِعَةُ Aur Tumhe Kia malum ki wo kaisi  kharkhara wali Hai 4 يَوْمَ يَكُونُ النَّاسُ كَالْفَرَاشِ الْمَبْثُوثِ Jis Din log bikhare hue perwanano ki tarah Hojaaye gy. 5 وَتَكُونُ الْجِبَالُ كَالْعِهْنِ الْمَنفُوشِ Aur pahar dhunay huye ruhi ki Tarah udna lagaye. 6 فَأَمَّا مَن ثَقُلَتْ مَوَازِينُهُ Toh us Din jiski uski nakiya ka pala bhari hoga. 7 فَهُوَ فِي عِيشَةٍ رَّاضِيَةٍ Wo Pasandida (Pasand aana wala) ash Mai hoga. 8 وَأَمَّا مَنْ خَفَّتْ مَوَازِينُهُ Aur jiska Pala  halak hoga. 9 فَأُمُّهُ هَاوِيَةٌ Uss ka thikana Haaviyah hai. 10 وَمَا أَدْرَاكَ مَا هِيَهْ Aur tum Kiya jano haaviyah Kia mushibat hai. 11 نَارٌ حَامِيَةٌ Ye Ek tand-o-tez aag Hai. Allahumma Sallil Ala Muha

102.Surah At Takaathur (The Piling up) with translation

102.Surah At Takaathur with translation  Surah At Takaathur (The piling up) بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala 1.اَلۡهٰٮكُمُ التَّكَاثُرُۙ‏ Zeyadti ki chahat nay tumhein ghafil kerdia. 2.حَتّٰى زُرۡتُمُ الۡمَقَابِرَؕ‏ Yahan tak ke tum Qabro se mulakhat Kar Li.  3.كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَۙ‏ Dekho Tumhe unqareeb (bhot jald) malum Hojaayega. 4.ثُمَّ كَلَّا سَوۡفَ تَعۡلَمُوۡنَؕ Aur Fir Khoob Malum Hojaayega.       5.كَلَّا لَوۡ تَعۡلَمُوۡنَ عِلۡمَ الۡيَقِيۡنِؕ‏ Dekho agar tumhe Yaqeenan Ilm, Ho jata. 6.لَتَرَوُنَّ الۡجَحِيۡمَۙ Ki Tum janahum  ko Zrur dekhogye  7.ثُمَّ لَتَرَوُنَّهَا عَيۡنَ الۡيَقِيۡنِۙ Aur tum ussy yaqeen ki aankh say dekhlogy 8.ثُمَّ لَـتُسۡـَٔـلُنَّ يَوۡمَٮِٕذٍ عَنِ النَّعِيۡمِ Aur fir Tumse us Din neemat ke bara Mai sawal kia jayega. Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin Surah At Takaathur in English translation . O

103.Al-Asr with translation

Surah Al-Asr with translation. Surah Al-Asr(The Time). بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala. وَالۡعَصۡرِۙ‏ .1  Qasam hai Uski. 2.اِنَّ الۡاِنۡسَانَ لَفِىۡ خُسۡرٍۙ‏ Beshak (bil-yaqeen)insane sir ta sir nuqsan mein hai. 3.اِلَّا الَّذِيۡنَ اٰمَنُوۡا وَ عَمِلُوا الصّٰلِحٰتِ وَتَوَاصَوۡا بِالۡحَقِّ وَتَوَاصَوۡا بِالصَّبۡرِ Aalawa un logo ka Jo Iman laya aur unhuna nak (Acha)  Aamal (kaam) Kiya Aur Ek Dusra ko Haq aur sabr ki wasiyat (janna se pehla in kaamo ko anjaam Dena ki nasyat ki. Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin. Surah Al Asr In English . Bismillahir Rahmanir Raheem. 1.Wa Al-Asri 2.Inna Al-Insana  Lafi khursin. 3.illa Al-Ladhina Amanu Wa Amilu As-Salihati Wa Tawasaw Bil-Haqqi Wa Tawasaw Bis-Sabri. Surah Al-Asr Translation in English. 1.By Time. 2.Indeed,mankind is in Loss. 3.Except for those who have believed and done righteous deeds and advised each other to truth and advis

104.Surah Al-Humazah with translation

Surah Al Humazah with translation  104 .Surah Al humazah (The slanderer) بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala. وَيۡلٌ لِّـكُلِّ هُمَزَةٍ لُّمَزَةِ ۙ‏ Tabahi aur barbadi hai har tanna Dena Wala Aur  geebat karna walo ke Liya. اۨلَّذِىۡ جَمَعَ مَالًا وَّعَدَّدَهٗ Jisna maal ko jama Kiya aur khoob iska hisab rkha يَحۡسَبُ اَنَّ مَالَهٗۤ اَخۡلَدَهٗ‌ Uska khayal tha ki ye maal usa Hamesha  Baaki  rakhega كَلَّا‌ لَيُنۡۢبَذَنَّ فِى الۡحُطَمَةِ  Hergiz nahi yeh to zaroor tor phor denay wali aag mein phenk diya jaeyga. وَمَاۤ اَدۡرٰٮكَ مَا الۡحُطَمَةُ Aur tumhe  kya  maloom ke asi aag kiya hogi? نَارُ اللّٰهِ الۡمُوۡقَدَةُ Woh Allah Taalaa ki sulgai hue aag hogi. الَّتِىۡ تَطَّلِعُ عَلَى الۡاَفۡـــِٕدَةِ Jo dilon tak charhti chali jaey gi .اِنَّهَا عَلَيۡهِمۡ مُّؤۡصَدَةٌ Woh unn per her taraf say band ki hui hogi

Surah Al Fil with translation

Surah Al-fil (The Elephant) with translation  Surah Al-Fil (The Elephant)  بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala. .اَلَمۡ تَرَ كَيۡفَ فَعَلَ رَبُّكَ بِاَصۡحٰبِ الۡفِيۡلِؕ‏ Kia tumna nai dekha Tumhare rab nay hathi walon sath kia bartaao kia Hai? اَلَمۡ يَجۡعَلۡ كَيۡدَهُمۡ فِىۡ تَضۡلِيۡلٍۙ‏ Kia unkay makari ko beykar nai kerdia? وَّاَرۡسَلَ عَلَيۡهِمۡ طَيۡرًا اَبَابِيۡلَۙ Aur unper udhta hue parindon ko bhej diya. تَرۡمِيۡهِمۡ بِحِجَارَةٍ مِّنۡ سِجِّيۡلٍ Jo unhein mitti or pather ki kankariyan mar rahy tha فَجَعَلَهُمۡ كَعَصۡفٍ مَّاۡكُوۡلٍ Bas unhein khaye huye bhoosy ki tarah kerdiya. Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin

Surah Al Quraish with translation

Surah Al Quraish with translation. بسم الله الرحمن الرحيم Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala .لِاِيۡلٰفِ قُرَيۡشٍۙ‏ Quresh kay manoos kerney kay liye. اٖلٰفِهِمۡ رِحۡلَةَ الشِّتَآءِ وَالصَّيۡفِ‌ۚ‏ (yanni) unhen Sardi aur garmi ka safar say manoos kerney kay lie.(uskay shukriey main). فَلۡيَـعۡبُدُوۡا رَبَّ هٰذَا الۡبَيۡتِۙ‏ bus unhen chahey kay issi gher kay rab ki ibadat kerty rahen. الَّذِىۡۤ اَطۡعَمَهُمۡ مِّنۡ جُوۡعٍ  ۙ وَّاٰمَنَهُمۡ مِّنۡ خَوۡفٍ Jiss nay inhen bhook mein khana diya aur darr aur khuf main Aman Diya.  Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin Bismillahir Rahmanir Raheem 1.Liilafi  Qurayshin 2.Ilafihim Rihlata Ash-Shitai  Wa As-sayfi. 3.Falya`budu Rabba Hadha Al-Bayti. 4.Al-ladhi At amahum min ju`in wa Amanahum Min Khalifa.

Surah Al Maa-oon with translation

107.Surah Al Maa-oon (The Small kindness)  with translation   Bismillahir Rahmanir Raheem.  Shuru Karta hu Allah ke Naam Se Jo Bada Maherbaan Nihayat Rahem Farmane Wala اَرَءَيۡتَ الَّذِىۡ يُكَذِّبُ بِالدِّيۡنِؕ‏ Kiya tumna (ussay)dekha jo (roz) jaza ko jhutlata hai? فَذٰلِكَ الَّذِىۡ يَدُعُّ الۡيَتِيۡمَۙ yehi wo hai jo yateem ko dhakkay deta hai وَ لَا يَحُضُّ عَلٰى طَعَامِ الۡمِسۡكِيۡنِؕ‏ Aur miskeen ko khilaney ki targeeb nahi deta. فَوَيۡلٌ لِّلۡمُصَلِّيۡنَۙ‏ Un namazion ka liey afsos(aur well nami jahanum ki jagah)hai. الَّذِيۡنَ هُمۡ عَنۡ صَلَاتِهِمۡ سَاهُوۡنَۙ‏ Jo apni namaz say ghafil Rahte Hain. الَّذِيۡنَ هُمۡ يُرَآءُوۡنَۙ Jo riya kari kerty hein. وَيَمۡنَعُوۡنَ الۡمَاعُوۡنَ Aur maamuli  zarurat  ki chez mangna par  Dena  Se inkar  Karta  hain. Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin _____________________________________________ 107.Surah Al Maa-oon (The Small kindness) in English . 1.Araayata Al-ladhi Yukadhibu Bidi-Din

108.Surah Al kawthar

108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with translation. Bismillah Rahmanir Raheem  1.اِنَّاۤ اَعۡطَيۡنٰكَ الۡكَوۡثَرَؕ‏ Yaqeenan hum na aapko Kausar aata Kia  2.فَصَلِّ لِرَبِّكَ وَانۡحَرۡ ؕ bas aap apna rab ka liya namaz padhe aur qurbani kare. 3.اِنَّ شَانِئَكَ هُوَ الۡاَبۡتَرُ  Yaqeenan aapka dushman hi la-waris aur benam-o-nishan hai Allahumma Sallil Ala Muhammadiw Wa Ala Aali Muhammadin _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) in Roman English. 1.Inna A tayanka Al kawthara. 2.Fasalli Lirabbika Wa Anhar.  3.Inna Shanika Huwa Al-Abtaru. _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar (The River in paradise) with  English Translation.  1.Indeed we have granted you (O Muhammad) Al-kawthar. 2.So pray to your lord and sacrifice(To him Alone). 3.Indeed,your enemy is the one cut off.  _____________________________________________ 108.Surah Al-Kawthar
Saying of Imam Ali (a.s) Through kindness Hearts are Owned Maula Ali (a.s) When You Mention The Sin of others,their Sins Become Yours. Maula Ali (a.s) Achieve your goal in Silence Maula Ali (a.s) Ali (a.s) Is The authority (wali) Over every believer (mumin) after me Prophet Muhammad (s.a.w.s) Modesty is The Means to All Beauty Mola Ali (a.s) One whose aspirations increases his satisfaction decreases Mola Ali (a.s) When You Are Tested be Patient Mola Ali (a.s) Don't Anger your mother,for When She is angry,God is also Angry. Mola Ali (a.s) Know Yourself to Know God Mola Ali (a.s) Do not say all That you know Mola Ali (a.s) Earthly life deceives hurt and passes Mola Ali (a.s)
Saying of Imam Ali (A.S) Khushi Aur Aish Ka Zamana Bohat Jald Guzar Jata Hai Mola Ali (a.s)  Us Cheez pe afsos mat karna jou tumhare hath na aa Sakay Maula Ali (a.s) Apni Jawani ke Dhoke Mein mat aana ke Yeh Ankareeb Tumse Cheenli Jayegi Maula Ali (a.s) Pareshaani kamosh rehne Se Kam,Sabar Karne Se khatam, Aur Shukar karne Se Kushi Mein badal jati hai Maula Ali (a.s) Momin kanoor Namaz e Shab ki Wajah Se Hai Maula Ali (a.s) Maut insan Ko maar sakti Hai lekin kirdaar ko Nahi Maula Ali (a.s) Jaan Lo ke Thodi se bhi Riyakaari shirk Hai  Maula Ali (a.s) Wo shaks jannat tak Pohanch gya jisne haraam cheezon se perhaiz kia Maula Ali (a.s) Beshak agar Tum taqdeer ilahi pe razi rahohgy Tumhari Zindagi mazy se guzry gi Aur logon se be parwai Hasil hogi Maula Ali (a.s) Ache ikhlaq wala namazi Aur rozaydar ke barabar Hai  Maula Ali (a.s) Jisne tumhare ehsaan ke baadle main tumhara shukria Ada ka Tou usne jitna tumse Lia tha uss Se ziada tumh
Saying of Imam Ali (A.S)